Aap ka karu ab kaise mai gudgaan
Jai Hanumaan Jai Hanumaan Jai Hanumaan,
Aap ka karu ab kaise mai gudgaan,
Aap ke darshan se hua h mere jeevan ka surya udit,
Aur aap ke karnamo ki charcha to h sarv vidit,
Jis roop me aap viraajmaan hote h wo h wanar,
Aur ap ka karta hu mai har samay aur har jagah aadar,
Chadhate h sabhi apko fool aur mewa,
Ek baar avsar dijiye to mai jindgi bhar karunga apki sewa,
Aap ko yaad karta hu to hota h mujhe sukh,
Aur bina khana khaye hi mit jati h meri bhukh,
Darshan se apke mit gaya h mera abhimaan,
Jai Hanumaan Jai Hanumaan Jai Hanumaan